A VERY WARM WELCOME VISITORS

Sunday, April 20, 2008

78. Translation of Rafi song: Khuda Bhi Aasmaa.n Se Jab Zamee.n Par.....


From: DHARTI (1970)
Lyrics: Rajendar Krishen
Music: Shankar-Jaikishen


Romantic Rafi singing about the unique beauty of his beloved: Khuda Bhi Aasmaan Se...

Transliteration/Translation of the original lyrics:




Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH,

Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH,

Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga
WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING,

Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH,

Khuda bhi aasmaa.n se
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS…..


Musavvir Khud Pareshaa.n Hai Ke Yeh Tasveer Kiski Hai
THE PAINTER HIMSELF IS PERPLEXED WHOSE PICTURE IS THIS,

Banogi Jiss ki Tum Aisi Hasee.n Taqdeer Kiski Hai
WHO IS THE EXCEEDINGLY LUCKY GUY TO WHOM YOU MAY BELONG?

kabhi woh jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga
ENVIOUS SOME TIMES, HAPPY AT TIMES HE MUST BE.


Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH,

Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga
WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING,

Khuda bhi aasmaa.n se
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS…..



Zamaane-Bhar ki Masti Ko Nigaaho.n mein Sameta Hai
EXHILIRATION OF AN ENTIRE ERA HAS GATHERED IN THE EYES

Kali Se Jism ko Kitni Bahaaro.n mein Lapeta Hai
THE BUD-LIKE BODY HAS BEEN WRAPPED IN SO MANY BLOSSOMS

Hua Tumsa Koi Pehle Na Koi Doosra Hoga
THERE NEVER WAS, NOR WILL THERE BE ANOTHER LIKE YOU.


Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH,

Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga
WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING,

Khuda bhi aasmaa.n se
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS…..


Farishtey bhi Yahaa.n Raato.n ko Aa Kar Ghoomte Honge
THE ANGELS TOO MUST BE ROAMING AROUND HERE AT NIGHTS,

Jahaa.n Rakhti Ho Tum Paanv Jageh Woh Choomte Honge
WHERE YOU PLACE YOUR FEET, THOSE PLACES THEY MUST BE KISSING,

Kisi ke dil pe kya guzri yeh wohi jaanta hoga
WHAT SOMEONE’S HEART SUFFEERED, ONLY HE MUST BE KNOWING.


Khuda bhi Aasmaa.n se Jab Zamee.n par Dekhta Hoga
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS MUST BE PEEKING AT THE EARTH,

Mere Mehboob ko Kisne Banaaya Sochta Hoga
WHO CREATED MY SWEETHEART, HE MUST BE WONDERING,

Khuda bhi aasmaa.n se
WHEN GOD TOO FROM THE HEAVENS…..


NASIR.

1 comment:

  1. NO HUMAN EVER COULD HAVE RENDERED THIS SONG WITH MORE SWEETNESS AND ROMANTIC EXPRESSIONS AS RAFI SAAB HAS DONE

    ReplyDelete