A VERY WARM WELCOME VISITORS

Monday, June 2, 2008

111. Translation of Sad Song of Rafi: Huwe Hamm Jinke Liye Barbaad...


From: DEEDAR (1951)
Music: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni

Rafi singing about the Lost Childhood Love: Huwe Hamm Jinke Liye Barbaad...

Roman Translation/English Translation of the original lyrics:




AAAA AAAA

Aseer-e-Panjaaye, Ahd-e-Shabab, Kar Ke Mujhe,
MAKING ME CAPTIVE IN THE GRIP OF YOUTH,

Kahaa.n Gaya Mera Bachpan, Kharaab Kar Ke Mujhe,
WHERE HAS MY CHILDHOOD GONE, DESPOILING ME...

Ay.n Ay.n Ay.n Ay.n Ay.n Ay.n


Huwe Hamm Jinke Liye Barbaad
FOR WHOSE SAKE WE’VE BEEN RUINED

Voh Hamm Ko, Chaahe Kare Na Yaad
EVEN IF SHE DOES’NT THINK ABOUT US

Jeevan Bhar,
FOR THE LIFETIME,

Jeevan Bhar Unn Ki Yaad Mein
FOR THE LIFETIME IN HER MEMORY

Hamm Gaaye Jaayenge,
WE’LL GO ON SINGING,

Gaaye Jaayenge.
GO ON SINGING.


Ek Zamaana Tha Voh Pal Bhar
TIME WAS WHEN SHE FOR A MOMENT

Hamm Se Rahe Na Duur,
DIDN’T REMAIN AWAY FROM US,

Hamm Se Rahe Na Duur,
DIDN’T REMAIN AWAY FROM US,

Ek Zamaana Tha Voh Pal Bhar,
TIME WAS WHEN SHE FOR A MOMENT

Hamm Se Rahe Na Duur,
DIDN’T REMAIN AWAY FROM US,

Hamm Se Rahe Na Duur,
DIDN’T REMAIN AWAY FROM US,

Ek Zamaana Yeh Ki Huwe Hai.n
TIME IS WHEN WE’RE

Milne Se Majboor,
RESTRAINED FROM MEETING,

Milne Se Majboor,
RESTRAINED FROM MEETING,

Ek Zamaana Yeh Ki Huwe Hai.n
TIME IS WHEN WE’RE

Milne Se, Majboor
RESTRAINED FROM MEETING,

Milne Se Majboor,
RESTRAINED FROM MEETING,

Voh Gham Se Laakh Rahe.n Aazaad,
SHE MAY REMAIN FREE OF ANY GRIEF UMPTEEN TIMES

Sune Na, Dard Bhari Fariyaad
NOT HEARING THE PAINFUL LAMENT,

Afsaana,
THE ROMANCE,

Afsaana Hamm Tau Pyaar Ka
THE ROMANCE ABOUT THE LOVE

Dohraayenge Jaayenge
WE’LL GO ON REPEATING,

Gaaye Jaayenge....
GO ON SINGING....


Mai.n Hoo.n Aysaa Deep Ke Jis mein,
I’M SUCH A LAMP IN WHICH

Mai.n Hoo.n Aysaa Deep Ke Jis mein
I’M SUCH A LAMP IN WHICH

Na Baatee Na Tel,
THERE IS NO WICK, NO OIL,

Na Baatee Na Tel,
THERE IS NO WICK, NO OIL,

Bachpan Beeta Bani Muhabbat Chaar Dino.n Ka Khel,
CHILDHOOD PASSED BY, LOVE BECAME A SHORT ILLUSION,

Chaar Dino.n Ka Khel,
A SHORT ILLUSION

Bachpan Beeta Bani Muhabbat Chaar Dino.n Ka Khel,
CHILDHOOD PASSED BY, LOVE BECAME A SHORT ILLUSION

Chaar Dino.n Ka Khel,
A SHORT ILLUSION,

Rahe Yeh Dil Ka Nagar Aabaad
MAY THIS HEART’S TOWN FLOURISH

Basee Hai Jis Mein Kisi Ki Yaad
IN WHICH SOMEONE’S MEMORY DWELLS,

Hamm Dil Ko,
THE HEART - WE’LL...

Hamm Dil Ko Unn ki Yaad Se
THE HEART WE’LL,WITH HER MEMORY

Behlaaye Jaayenge
GO ON AMUSING,

Gaaye Jaayenge,
GO ON SINGING,

Huwe Hamm Jinke Liye Barbaad,
FOR WHOSE SAKE WE’VE BEEN RUINED

Voh Hamm Ko, Chaahe Kare Na Yaad
EVEN IF SHE DOESN’T THINK ABOUT US

Jeevan Bhar,
FOR THE LIFETIME,

Jeevan Bhar Unn Ki Yaad Mein,
FOR THE LIFETIME IN HER MEMORY

Hamm Gaaye Jaayenge,
WE’LL GO ON SINGING,

Gaaye Jaayenge.
GO ON SINGING.

NASIR.


Yet, though I cannot be beloved,
Still let me love!
-Lord Byron.

3 comments:

  1. Nasirsahab, adaab!!
    Bahot dinonse main kodhish kar raha tha, is ibtadayee sher ka matlab samazaneki,
    Bahot shujriya...aapke blog ne sab saaf kar diya hai !

    ReplyDelete