A VERY WARM WELCOME VISITORS

Friday, July 11, 2008

129. Translation of Sad Song of Rafi: Yeh Mahlon, Yeh Takhton, Yeh Taajon ki Duniya...


From: PYAASA (1957)
Music: S.D. Burman.
Lyrics: Sahir Ludhianvi - the Rebel Poet.


Rafi Sahaab singing the value of the hypocritical world: Yeh Mehlon Yeh Takhton...

Roman Transliteration/English Translation of the original lyrics:



Yeh mahlo.n yeh takhto.n yeh taajo.n ki duniya,
THE WORLD OF THESE PALACES, THRONES, CROWNS,

Yeh insaa.n ke dushman samaajo.n ki duniya,
THE WORLD OF MULTITUDE ENEMIES OF MANKIND,

Yeh mahlo.n yeh takhto.n yeh taajo.n ki duniya,
THE WORLD OF THESE PALACES, THRONES, CROWNS,

Yeh insaa.n ke dushman, samaajo.n ki duniya,
THE WORLD OF MULTITUDE ENEMIES OF MANKIND,

Yeh daulat ke bhooke, rivaajo.n ki duniya,
THE WORLD OF MONEY-GRUBBING MORES

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai,
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!

Yeh duniya agar mil bhi jaaye, toh kya hai.
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!


Har ik jism ghaayal,
EACH AND EVERY BODY GRISLY,

Har ik rooh pyaasi,
EACH AND EVERY SPIRIT ATHIRSTING,

Nigaahon mein uljhan
CONFUSION IN GLANCES

Dilo.n mein udaasi,
SORROW IN THE HEART,

Yeh duniya hai ya aalam-e-bad-hawaasi,
IS THIS THE WORLD OR SENSELESS UNIVERSE?

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai,
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai.
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!


Jahaa.n ek khilona hai insaan ki hasti,
WHERE MAN’S STATUS IS A PLAYTHING,

Yeh basti hai murda-parasto.n ki basti,
THIS DWELLING IS ONE OF WORSHIPPERS OF THE DEAD,

Yahaa.n par to jeevan se hai maut sasti,
HERE DEATH COMES CHEAPER THAN LIFE,

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai,
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai.
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!


Jawaani bhatakti hai badkaar ban kar,
YOUTH ROAMS ABOUT IN LEWDNESS,

Jawaa.n jism sajte hain bazaar ban kar,
YOUNG BODIES ARE DISPLAYED LIKE CHATTELS,

Jahaa.n pyaar hota hai vyopaar ban kar,
WHERE LOVE HAPPENS TO BE A TRADE-OFF,

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai,
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai.
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!


Yeh duniya jahaa.n aadmi kuchh nahin hai
THIS WORLD WHERE MAN IS NOTHING,

Wafa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai,
CONSTANCY IS NAUGHT, FRIENDSHIP IS AUGHT,

Yeh duniya jahaa.n, aadmi kuchh nahin hai,
THIS WORLD WHERE MAN IS NOTHING,

Wafa kuchh nahin dosti kuchh nahin hai,
CONSTANCY IS NAUGHT, FRIENDSHIP IS AUGHT,

Jahaa.n pyaar ki qadr hee kuchh nahin hai,
WHERE LOVE'S VALUE ITSELF IS NAUGHT,

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai,
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai.
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!


Jalaa doh, ise phoonk daalo yeh duniya,
BURN IT DOWN, CONSIGN THIS WORLD TO THE FLAMES,

Jalaa doh Jalaa doh Jalaa doh, ise phoonk daalo yeh duniya
BURN IT DOWN, BURN IT DOWN, BURN IT DOWN, CONSIGN THIS WORLD TO THE FLAMES,

Mere saamne se hataa lo yeh duniya,
REMOVE THIS WORLD FROM MY FACE,

Tumhaari hai tum hee, sambhaalo yeh duniya,
‘TIS YOURS, AND YOURS THE WORLD TO KEEP,

Yeh duniya agar mil bhi jaaye toh kya hai.
EVEN IF ONE GAINS THIS WORLD - SO WHAT!

NASIR.


'T is a worthless world to win or lose.
- Byron.

No comments:

Post a Comment