A VERY WARM WELCOME VISITORS

Thursday, March 5, 2009

260. Translation of Sad Songs of Rafi: Aaya Re Khilone Waala..

Movie: BACHPAN (1970)
Music: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi

Rafi Sahaab singing about a toy-seller's pain: Aayaa Re Khilaune Walaa...

Roman Transliteration/English Translation of the original lyrics:

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re,
HERE COMES!

aayaa re
HERE COMES!

aao meree aa.nkh ke taro.n,
COME O CYNOSURES OF MY EYES!

kahaa.n gaye o mere pyaaro.n,
WHERE HAVE YOU GONE? O MY DEAR ONES!

O O O~~~

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re
HERE COMES!

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re.
HERE COMES!

shor kyoo.n machaatee hai, ye barkhaa deewaanee,
WHY IS THIS CRAZY MONSOON CREATING SUCH A RUCKUS?

barsaa ghaTaao.n se, laakho.n mann paanee,
WATER’S FALLEN FROM THE CLOUDS IN TENS OF THOUSANDS TONS!

meree tarah tum kabhee roye ho, o saawan ke nazaaro.n,
HAVE YOU EVER WEPT LIKE ME? O RAIN-SOAKED SIGHTS!

aayaa re khilaune waalaa, khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re
HERE COMES!

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re.
HERE COMES!

bharee hai kaliyo.n se, har baagh kee Daalee,
LADEN WITH FLOWER-BUDS IS EVERY BOUGH OF THE GARDEN,

mere toh jholee me.n, do phool theh khaalee,
IN MY BAG THOUGH, THERE WERE JUST A COUPLE OF FLOWERS,

chheen liye woh bhee kaahe tumne, o be-imaan bahaaro.n,
WHY YOU’D TO SNATCH AWAY EVEN THESE, O DISHONEST BLOOMING SPRING!

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re,
HERECOMES!

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re.
HERE COMES! !

dekho mai.ne guDDe kee, shaadee hai rachaayee,
LOOK, I’VE ARRANGED THE WEDDING OF THE BRIDEGROOM-DOLL!

dekho mai.ne guDDe kee, shaadee hai rachaayee,
LOOK, I'VE ARRANGED FOR THE WEDDING OF THE BRIDEGROOM DOLL!

mere pyaaree gu.Diyaa kee, baaraat hai aayee,
THE MARRIAGE PROCESSION OF MY DEAR DOLLY BRIDE HAS ARRIVED,

goree chalee baabul ke ghar se, Dolee le aao kahaaro.n,
THE GIRL’S ABOUT TO LEAVE HER FATHER’S, BRING THE PALANQUIN O BEARERS!

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re
HERE COMES!

aayaa re khilaune waalaa khel-khilaune le ke aayaa re
HERE COMES THE TOY-MAN WITH TOYS AND PLAY-THINGS!

aayaa re
HERE COMES!

aao mere aa.nkh ke taro.n,
COME O CYNOSURES OF MY EYES!

kahaa.n gaye o mere pyaaro.n,
WHERE HAVE YOU GONE? O MY DEAR ONES!

O~O~O~~~

NASIR.

There 's nothing serious in mortality:
All is but toys: renown and grace is dead;
Shakespeare’s Macbeth

No comments:

Post a Comment