A VERY WARM WELCOME VISITORS

Thursday, June 18, 2009

334. Translation of Sad Songs of Rafi: Zindagi Aaj Mere Naam Se...


Movie: SON OF INDIA (I1962)
Lyrics: Shakeel Badayuni
Music: Naushad

Rafi Sahaab’s beautiful song: Zindagee Aaj Mere Naam Se Sharmaati Hai...

Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu/Hindi Lyrics:



zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai,
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY,

zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai,
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY,

apnee haalat pe mujhe, khud bhee ha.nsee, aati hai,
SUCH IS MY CONDITION THAT IT ELICITES EVEN MY DERISION,

zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai...
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY....

ek gham chayn se, jeene naheen, detaa mujhko
A QUALM DOESN’T ALLOW ME TO LIVE IN PEACE,

ek gham chayn se, jeene naheen, detaa mujhko,
A QUALM DOESN’T ALLOW ME TO LIVE IN PEACE,

ek uljhan hai jo, aksar mujhe ta.dpaati hai,
THERE’S A CONFUSION THAT OFTEN AGITATES ME,

zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai...
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY....


is taraah chho.dke, niklaa hoo.n mai.n, apnee manzil,
LEAVING MY LODGE, I’VE SET OUT THUS:...

is taraah chho.dke, niklaa hoo.n mai.n, apnee manzil
LEAVING MY LODGE, I’VE SET OUT THUS:

jaise, hasrat koee, seene se nikal jaati hai,
JUST AS SOME LONGING LEAVES THE BOSOM,

zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai..
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY....


raah chalte huwe, kuchh sochke, ruk jaata hoo.n
REFLECTING ON SOMETHING, I STAND IN PAUSE WHILE TRUDGING THE PATH,

raah, chalte huwe, kuchh sochke, ruk jaata hoo.n,
REFLECTING ON SOMETHING, I STAND IN PAUSE WHILE TRUDGING THE PATH,

har qadam par koee, bhoolee huwee yaad aati hai,
AT EVERY STEP SOME FORGOTTEN MEMORY COMES TO THE FORE,

zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai.
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY,

apni haalat pe mujhe, khud bhee ha.nsee, aati hai,
SUCH IS MY CONDITION THAT IT ELICITES EVEN MY DERISION,

zindagee aaj mere, naam se, sharmaati hai.
LIFE IS ASHAMED OF MY NAME TODAY....

NASIR

1 comment: