A VERY WARM WELCOME VISITORS

Saturday, September 12, 2009

395. Romantic Song of Rafi: Jaane Kahaan Dekhaa Hai...


Movie: BIWI AUR MAKAN (1966)
Lyrics: Gulzar
Music: Hemant Kumar


Romantic Rafi's meanders in: Jaane Kahaa.n Dekhaa Hai...

Roman Transliteration/
English Translation of the original Urdu-Hindi Lyrics:





kitnee anjaanee soorate.n lekar,
HOW MANY UNKNOWN FACES BRING

lab pe jaane se naam, aate hai.n,
THE KNOWN SORT OF NAMES ON THE LIP,

kisko maaloom thaah, muhabbat me.n, aise aise, muqaam aate hai.n......
WHO KNEW THAT IN LOVE SUCH AND SUCH STATIONS ARRIVE!

jaane kahaa.n dekha hai,
WHERE HAVE I SEEN?

kahaa.n dekha hai tumeh.
WHERE HAVE I SEEN YOU?

jaane kahaa.n dekha hai,
WHERE HAVE I SEEN?

kahaa.n dekha hai tumeh.
WHERE HAVE I SEEN YOU?

jaagee jaagee ankhiyo.n ke sapno.n me.n,
IN THE DREAMS OF THE WAKEFUL EYES,

jaane kahaa.n dekha hai,
WHERE HAVE I SEEN?

kahaa.n dekha hai tumeh.
WHERE HAVE I SEEN YOU?


jamuna kinaare~~~ay~~~
ON THE BANK OF JAMUNA,

jamuna kinaare kabhee, bheegee bheegee cholee me.n,
ON THE BANK OF JAMUNA IN WET, DRENCHED BLOUSE

saa.nvre ke sangg kabhee~~....
IN THE COMPANY OF KRISHNA...

saa.nvre ke sanggg kabhee, gopeeyo.n kee Tolee me.n,
IN THE COMPANY OF KRISHNA, SOMETIMES IN THE GROUP OF THE GOPIS,

kahaa.n kahaaa.n poochha hai,
WHERE ALL I’VE ENQUIRED,

kahaa.n kahaa.n DhoonDa hai,
WHERE ALL I’VE SEARCHED,

kahaa.n dekhaa hai tumeh,
WHERE HAVE I SEEN YOU?

jaagee jaagee ankhiyo.n ke sapno.n me.n,
IN THE DREAMS OF THE WAKEFUL EYES,

jaane kahaa.n dekha hai,
WHERE HAVE I SEEN?

kahaa.n dekha hai tumeh.
WHERE HAVE I SEEN YOU?

Oh~~~~oh~~~ oh~~~

raavee ke kinaare, jahaa.n~~~ heer kee saheliyaa.n,
ON THE BANK OF RAVI WHERE THE FEMALE COMPANIONS OF HEER

bhoojhtee hai.n raanjhe waalee~~, pyaar ki paheliyaa.n,
COMPREHEND THE LOVE-RIDDLES OF RAANJHA,

kahaa.n kahaaa.n poochha hai,
WHERE ALL I’VE ENQUIRED,

kahaa.n kahaa.n DhoonDa hai,
WHERE ALL I’VE SEARCHED,

kahaa.n dekhaa hai tumeh,
WHERE HAVE I SEEN YOU?

jaagee jaagee ankhiyo.n ke sapno.n me.n,
IN THE DREAMS OF THE WAKEFUL EYES,

jaane kahaa.n dekha hai,
WHERE HAVE I SEEN?

kahaa.n dekha hai tumeh.
WHERE HAVE I SEEN YOU?


neel ke kinaare~~~ay~~~ay~~~~ay~~~
ON THE BANK OF NILE.... View of the Nile from a cruiseboat, between Lu...
neel ke kinaaare kabhee, shaam ke ujaalo.n me.n,
ON THE BANK OF NILE, IN THE EVENING LIGHTS,

zulaikhaa pukaaraa....
ZULAIKHA CALLS....

zulaikhaa pukaaraa hai, tumko khyaalo.n me.n,
ZULAIKHA CALLS YOU IN IMAGINATIONS,

kahaa.n kahaaa.n poochha hai,
WHERE ALL I’VE ENQUIRED,

kahaa.n kahaa.n DhoonDa hai,
WHERE ALL I’VE SEARCHED,

kahaa.n dekhaa hai tumeh,
WHERE HAVE I SEEN YOU?

jaagee jaagee ankhiyo.n ke sapno.n me.n,
IN THE DREAMS OF THE WAKEFUL EYES,

jaane kahaa.n dekha hai,
WHERE HAVE I SEEN?

kahaa.n dekha hai tumeh.
WHERE HAVE I SEEN YOU?

NASIR

In dreams and in love there are no impossibilities.”

Janos Arany quote





Reblog this post [with Zemanta]

No comments:

Post a Comment