A VERY WARM WELCOME VISITORS

Saturday, October 30, 2010

713. Philosophical Song of Rafi: Ajab hai maalik teraa jahaan.....

Movie: CHIRAGH KAHAAN ROSHNI KAHAAN (1959)

Music: Ravi
Lyrics: Prem Dhawan


Philosophical/Didactic Song of Rafi: Ajab hai maalik teraa jahaa.n….
Roman Transliteration/English Translation of the original Hindi-Urdu Lyrics:


ajab hai maalik teraa jahaa.n~~~
STRANGE IS THY WORLD O LORD!


chiraaGh kahaa.n, raushnee kahaa.n~~~
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


chiraaGh kahaa.n, raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


ajab hai maalik teraa jahaa.n,
STRANGE IS THY WORLD O LORD!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


(chorus: A~A~A~A~~A~A~A~A~)


ajab hai maalik teraa jahaa.n,
STRANGE IS THY WORLD O LORD!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


aag lage nahee.n uThe dhuwaa.n,
NEITHER THE FIRE BURNS, NOR THE SMOKE RISES,


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n….
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


(chorus: A~A~A~~ A~A~A~~)


chaand se dekha duur chakoraa,
I’VE SEEN THE MOONBIRD FAR AWAY FROM THE MOON,


(chorus: A~A~A~A~ ~O~O~O~O)


chaand se dekhaa duur chakoraa,
I’VE SEEN THE MOONBIRD FAR AWAY FROM THE MOON,


dhartee duur gagan se,
THE EARTH’S FAR AWAY FROM THE SKY,


aa.nkh se duur hai, aa.nkh kaa taaraa,
FAR FROM THE SIGHT IS THE APPLE OF THE EYE


bichha.Daa phool chaman se,
THE FLOWER HAS PARTED FROM THE GARDEN,


yeh kaisaa dastoor yahaa.n~~~~
WHAT’S THIS CUSTOM HERE!


yeh kaisaa dastoor yahaa.n,
WHAT’S THIS CUSTOM HERE!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


ajab hai maalik teraa jahaa.n,
STRANGE IS THY WORLD O LORD!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n…
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


(chorus: A~A~ A~ A~A~A~~)


dekar apnaa deep kare jo, kisee kaa ghar ujiyaaraa,
THE ONE WHO GIVES HIS LAMP TO LIGHT THE HOME OF ANOTHER,


dekar apnaa deep kare jo, kisee kaa ghar ujiyaaraa,
THE ONE WHO GIVES HIS LAMP TO LIGHT THE HOME OF ANOTHER,


aaj useeke mann me.n chhaayaa, kyoo.n Gham kaa andhiyaaraa,
TODAY, HIS OWN HEART’S COVERED WITH GLOOMY SORROW!


aayee bahaare.n leke Khizaa.n~~~
THE SPRINGTIMES HAVE BROUGHT THE AUTUMN’S DECAY,


aayee bahaare.n leke Khizaa.n,
THE SPRINGTIMES HAVE BROUGHT THE AUTUMN’S DECAY!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


ajab hai maalik teraa jahaa.n,
STRANGE IS THY WORLD O LORD!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


(chorus:


ajab hai maalik teraa jahaa.n,
STRANGE IS THY WORLD O LORD!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


aag lage nahee.n uThe dhuwaa.n,
NEITHER THE FIRE BURNS, NOR THE SMOKE RISES,


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE!


chiraaGh kahaa.n raushnee kahaa.n,
THE LAMP’S SOMEWHERE; THE LIGHT’S ELSEWHERE! )


NASIR

Dare to reach out your hand into the darkness, to pull another hand into the light. ~Norman B. Rice


2 comments:

  1. hi nasir, i would like to know where you get them short quotes from?

    ReplyDelete
  2. Not from one particular site Imran! Depending on the lyrics, I just try various sites so that I can get something topical.

    ReplyDelete