A VERY WARM WELCOME VISITORS

Tuesday, April 5, 2011

843. Filmy Devotional Song of Rafi: Jagat ka rakhwaalaa bhagwaan...

Movie: Naya Aadmi (1956)

Music: Vishwanath-Ramamurthy/Madan Mohan
Lyrics: Rajinder Krishan
Main Movie-Hall where first released in Bombay: Lamington Cinema.


Filmy Devotional Song of Rafi: Jagat ka rakhwaalaa bhagwaan…
Roman Transliteration/English Translation of the original Hindi Lyrics:


jo bhee chaahe maang le,
ASK WHATEVER YOU DESIRE


bhagwaan ke bhanDaar se,
FROM THE STORE OF GOD,


koee bhee jaaye naa Khaalee haath,
NO ONE GOES EMPTY-HANDED


is darbaar se,
FROM THIS COURT,


is darbaar se…
FROM THIS COURT…..


jagat kaa rakhwaala bhagwaan….
GOD’S THE PROTECTOR OF THE WORLD,


jagat kaa rakhwaala bhagwaan,
GOD’S THE PROTECTOR OF THE WORLD,


arre insaan, usse pehchaan,
O HUMAN BEING, RECOGNISE HIM!


arre insaan, usse pehchaan,
O HUMAN BEING, RECOGNISE HIM!


jagat kaa rakhwaala bhagwaan…
GOD’S THE PROTECTOR OF THE WORLD!


sab ke sar par, haath usee kaa,
ON EVERY HEAD IS HIS BLESSINGS,


us ke haath kror,
MILLIONS OF HANDS HAS HE!


haree naam se, moorakh praanee,
O FOOLISH BEING! WITH GOD’S NAME


mann kee Doree jo.D o praanee,
JOIN THE HEART’S STRING, O BEING!


mann ke Doree jo.D,
JOIN THE HEART’S STRING!


bhool ke usko, bhaTak rahaa kyoo.n,
OBLIVIOUS OF HIM, WHY DO YOU STRAY


Dagar Dagar naadaan,
FROM PATHS TO PATHS, O IGNORANT ONE!


jagat kaa rakhwaalaa bhagwaan…
GOD’S THE PROTECTOR OF THE WORLD!


chho.D sharan duniya kee ba.nde,
O DEVOTEE! ABANDONING THE WORLD’S HAVEN


prabhoo charno.n me.n aa~~~
COME TO THE LORD’S FEET!


chho.D sharan duniya kee ba.nde,
O DEVOTEE! ABANDONING THE WORLD’S HAVEN


prabhoo charno.n me.n aa,
COME TO THE LORD’S FEET!


karne waalaa, karegaa nyaay,
THE JUDGE WILL DO THE JUSTICE,


mann kee vipad sunaa,
RELATE WHAT TROUBLES THE MIND!


ho jaayegee, raam naam se
CONCURRENT WITH RAM’S NAME….


ho jaayegee, raam naam se,
CONCURRENT WITH RAM’S NAME


har mushkil aasaan,
EVERY DIFFICULTY WILL BE SOLVED!


jagat kaa rakhwaala bhagwaan,
GOD’S THE PROTECTOR OF THE WORLD,


arre insaan, usse pehchaan,
O HUMAN BEING, RECOGNISE HIM!


jagat kaa rakhwaala bhagwaan.
GOD’S THE PROTECTOR OF THE WORLD!


NASIR




No comments:

Post a Comment