Pages

Thursday, June 11, 2009

328. Translation of Sad Songs of Rafi: Kisee Aasmaan Pe Toh Saahil Milegaa...


Movie: KASHISH (1980)
Music: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Gulzar


Rafi Sahaab’s Rare Gem: Kisee Aasmaan Pe Toh Saahil Milegaa...

Roman Transliteration/ English Translation of Urdu Lyrics:







Kisee aasmaa.n pe, toh saahil milegaa...
IN SOME HEAVEN AT LEAST SHALL WE FIND THE SHORE,

Kisee aasmaa.n pe, toh saahil milegaa,
IN SOME HEAVEN AT LEAST SHALL WE FIND THE SHORE,

Kisee aasmaa.n pe, toh saahil milegaa,
IN SOME HEAVEN AT LEAST SHALL WE FIND THE SHORE,

Mai.n laane wahee.n, aasmaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE TO BRING THAT HEAVEN,

Mai.n laane wahee.n, aasmaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE TO BRING THAT HEAVEN,

Jahaa.n pe zamee.n, aasmaa.n chhoo rahee hai,
THE PLACE WHERE THE EARTH TOUCHES THE SKY,

Wahee.n jaa rahaa hoo.n,
AT THE VERY PLACE I’M GOING,

Wahaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE,

Wahee.n jaa rahaa hoo.n,
AT THE VERY PLACE I’M GOING,

Wahaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE,

Kisee aasmaa.n pe, toh saahil milegaa....
IN SOME HEAVEN AT LEAST SHALL WE FIND THE SHORE,


Kaee baar dekhee, hai.n sindoor shaame.n,
MANY A TIME I’VE SEEN THE VERMILION EVENINGS,

Kaee baar dekhee, hai.n sindoor shaame.n,
MANY A TIME I’VE SEEN THE VERMILION EVENINGS,

Ufaq se pare, jagmagaatee huwee,
AWAY FROM THE HORIZON, GLITTERING,

Kaee baar khaamoshiyo.n me.n, sunnaa hai,
MANY A TIME IN THE STILLNESS, I’VE HEARD

Guzartee hai mujh ko, bulaatee huwee,
THAT IT PASSES BY, CALLING ME OUT,

Guzartee hai mujh ko, bulaatee huwee,
THAT IT PASSES BY, CALLING ME OUT,

Jahaa.n pe mile woh, jahaa.n jaa rahaa hoo.n,
THE PLACE WHERE I CAN FIND THAT WORLD, THITHER I’M GOING,

Jahaa.n pe mile woh, jahaa.n jaa rahaa hoo.n,
THE PLACE WHERE I CAN FIND THAT WORLD, THITHER I’M GOING,

Mai.n laane wahee.n aasmaa.n jaa raahaa hoo.n,
I’M GOING THERE TO BRING THAT HEAVEN,

Mai.n laane, wahee.n, aasmaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE TO BRING THAT HEAVEN,

Kisee aasmaa.n pe, toh saahil milegaa...
IN SOME HEAVEN AT LEAST SHALL WE FIND THE SHORE...


Bahot baar sochaa, yeh sindooree raughan,
MANY A TIME I’VE THOUGHT, THIS VERMILIONED BRIGHTNESS...

Bahot baar sochaa, yeh sindooree raughan,
MANY A TIME I’VE THOUGHT, THIS VERMILIONED BRIGHTNESS

Jahaa.n pe kha.daa hoo.n, wahee.n pe bichhaa doo.n .
I SHOULD SPREAD AT THE VERY PLACE I’M STANDING,

Yeh sooraj ke zarre, zamee.n pe mile toh,
THESE PARTICLES OF THE SUN, IF I FIND THEM ON THE EARTH

Ik aur aasmaa.n mai.n zamee.n pe bichhaa doo.n,
ONE MORE HEAVEN WILL I SPREAD OUT ON THE EARTH,

Ik aur aasmaa.n mai.n zamee.n pe bichhaa doo.n,
ONE MORE HEAVEN WILL I SPREAD OUT ON THE EARTH,

Jahaa.n pe mile woh, jahaa.n jaa rahaa hoo.n,
THE PLACE WHERE I CAN FIND THAT WORLD, THITHER I’M GOING,

Jahaa.n pe mile woh, jahaa.n jaa rahaa hoo.n,
THE PLACE WHERE I CAN FIND THAT WORLD, THITHER I’M GOING,

Mai.n laane wahee.n, aasmaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE TO BRING THAT HEAVEN,

Mai.n laane wahee.n, aasmaa.n jaa rahaa hoo.n,
I’M GOING THERE TO BRING THAT HEAVEN,

Kisee aasmaa.n pe, toh saahil milegaa...
IN SOME HEAVEN AT LEAST SHALL WE FIND THE SHORE,

NASIR

Those who promise us Paradise on earth never produced anything but a Hell.
Karl Popper.

No comments:

Post a Comment