Pages

Monday, June 7, 2010

600. Rafi's Philosophical Song: Kuchh nek kaam kar jaa...

Movie: Khuda Ka Banda (1957)

Lyrics: Shewan Rizvi
Music: S.N. Tripathi


Philosophical/Didactic Gem of a Song of Rafi: - Kuchh Nek Kaam Kar Jaa...
Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu Lyrics:


kuchh nek kaam kar jaa..
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa..
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART!


marne ke baad kaa bhee, kuchh intezaam kar jaa...
MAKE A PROVISION FOR AFTER-LIFE AND DEPART!


kuchh nek kaam kar jaa
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa,
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART!


marne ke baad kaa bhee, kuchh intezaam kar jaa...
MAKE SOME PROVISION FOR AFTER-LIFE AND DEPART!


kuchh nek kaam kar jaa
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa...
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART...


miTTee kaa hai tu putlaa yeh jism teraa faanee,
AN IDOL OF DUST YOU ARE; THIS BODY OF YOURS IS MORTAL,


tu toh nahee.n rahegaa reh jaayegee kahaanee,
YOU WON’T LAST, THE STORY WILL ABIDE,


tu apnee daastaane.n duniyaa me.n aam kar jaa,
MAKE YOUR TALES POPULAR IN THE WORLD AND DEPART!


kuchh nek kaam kar jaa
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa...
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART...


hamdard sab ka ban ke insaaniyat dikhaa jaa,
AS A BLEEDING HEART, PROVE YOUR HUMAN KINDNESS AND DEPART!


jo bhee tujhe pukaare uske hee kaam aa jaa,
WHOEVER CALLS UPON YOU, COME TO HIS VERY SUCCOUR,


sab ki duaaye.n le jaa sab ko salaam kar jaa,
TAKE WITH YOU EVERYONE’S BLESSINGS, GREET ALL AND DEPART!


kuchh nek kaam kar jaa
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa...
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART...


sab se ba.Dee ibaadat, logo.n ke kaam aanaa,
THE GREATEST DEVOTION IS SERVICE TO MANKIND,


Khud bhookh seh ke de de, bhooko.n ko apnaa khaana,
TO SUFFER HUNGER YOURSELF, GIVING YOUR OWN MEAL TO THE HUNGRY,


doh din kee zindagee ko yoo.hee tamaam kar jaa,
GET OVER WITH THIS SHORT LIFE THUS AND DEPART!


kuchh nek kaam kar jaa
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa...
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART...


hai maut teree manzil, aur zindagee safar hai,
DEATH IS YOUR DESTINATION, AND LIFE IS A JOURNEY,


TooTe naa dil kisee kaa, har dil Khuda kaa ghar hai,
LEST ANYONE’S HEART BREAK, EVERY HEART IS A HOUSE OF GOD,


bando.n kee us ke Khidmat tuu subah-o-sham kar jaa,
SERVING HIS DEVOTEES MORNING AND EVENING, DEPART!


kuchh nek kaam kar jaa
SOME PIOUS DEED, DO IT AND DEPART!


duniyaa me.n naam kar jaa...
MAKE A NAME FOR YOURSELF IN THE WORLD AND DEPART...


marne ke baad kaa bhee, kuchh intezaam kar jaa.
MAKE A PROVISION FOR AFTER-LIFE AND DEPART!


NASIR


The surest way to ward off the eternal punishment of hell is:
1. To feed the hungry,
2. To redress the aggrieved,
3. To help the distressed.
Hazrat Khwaja Moinuddin Hasan Chishty (R).




No comments:

Post a Comment