A VERY WARM WELCOME VISITORS

Saturday, October 8, 2011

873. More Romantic Songs of Rafi: Bheegee bheegee rut hai...


Movie: Taqdeer ka Badshah (1982)
Lyrics:  Nandi Khanna
Music:  Bappi Lahiri

More Romantic Songs of Rafi: bheegee bheegee rut hai…      
Roman Transliteration/English Translation of the original Hindi-Urdu Lyrics:

bheegee bheegee rut hai,
WET WEATHER,

umango.n pe nikhaar hai,
ELATED DESIRES,   

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER,  

aa.nkho.n me.n Khumaar hai,
INTOXICATING LEER,

oh oh,  rukee rukee saa.nse.n hai
OH, THE BREATHS SO INTERMITTENT,

jawaanee, beqaraar hai,
YOUNG AND RESTLESS,

yahaa.n koee nahee.n,
NO ONE’S HERE,

teraa meraa pyaar hai,
YOUR LOVE AND MINE’S HERE, 

bheegee bheegee rut hai,
WET WEATHER,

umango.n pe nikhaar hai,
ELATED DESIRES,  

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

aa.nkho.n me.n Khumaar hai…
INTOXICATING LEER!

mere Khaaylo.n kee, garmee me.n,
IN THE HEAT OF MY FANTASY

Teree jawaanee,  pighal rahee hai,
MELTS YOUR YOUNGNESS,

paanee me.n dono.n, machal rahe hai.n,
WAYWARD BOTH IN WATER,

Aag badan se,  nikal rahee hai,
WITH THE BODY BLAZING,  

pehle jo dil kee, big.Dee theeh haalat,
THE HEART’S CONDITION  WHICH WAS BAD INITIALLY

ab voh zaraa see, sambhal rahee hai,
NOW THAT’S IMPROVING GRADUALLY,

yahaa.n koee nahee.n,
NO ONE’S HERE,

teraa meraa pyaar hai,
YOUR LOVE AND MINE’S HERE, 

bheegee bheegee, rut hai
WET WEATHER,

umango.n pe,  nikhaar hai,
ELATED DESIRES,  

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

aa.nkho.n me.n Khumaar hai…
INTOXICATING LEER!

ba.Dhne lagee hai, roop kee Tha.nDak,
COOLNESS OF BEAUTY’S INCREASING,

badal rahaa hai, pyaar kaa mausam,
THE WEATHER OF LOVE’S CHANGING,

meree nazar bhee, Dol rahee hai,
MY EYES ARE ROVING,

kaamp rahee hai, tu bhee ay hamdam,
O MY INTIMATE!  YOU TOO ARE TREMBLING,

tujh ko zaroorat, sholo.n kee hai,
YOU NEED TO BE WARM,


mujh me.n samaa jaa, ay meree shabnam,
MINGLE WITH ME O MY “SHABNAM”!

yahaa.n koee nahee.n,
NO ONE’S HERE,

teraa meraa pyaar hai,
YOUR LOVE AND MINE’S HERE, 

bheegee bheegee rut hai,
WET WEATHER,

umango.n pe,  nikhaar hai,
ELATED DESIRES,  

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

aa.nkho.n me.n Khumaar hai…
INTOXICATING LEER!

dekh rahaa hoo.n, tuu dulhan hai,
I SEE YOU AS A BRIDE,

aur phoolo.n kee, sej sajee hai,
AND ADORNED IS THE BED OF FLOWERS,

saa.nso.n me.n ik, toofaan liye tuu,
WITH A STORM IN YOUR BREATHS,

sharm-o-hayaa me.n, Doobee huwee hai,
SINKING IN SENSE OF SHAME AND MODESTY,

jitnaa mai.n tujh se, lipaT rahaa hoo.n,
TO YOU AS MUCH AS I’M CLINGING,

utnee tuu Khud me.n,  simaT rahee hai,
ON THE INSIDE THAT MUCH YOU’RE SHRINKING!

yahaa.n koee nahee.n,
NO ONE’S HERE,

teraa meraa pyaar hai,
YOUR LOVE AND MINE’S HERE, 

bheegee bheegee rut hai,
WET WEATHER,

umango.n pe,  nikhaar hai,
ELATED DESIRES,  

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

aa.nkho.n me.n Khumaar hai…
INTOXICATING LEER!

oh oh,  rukee rukee saa.nse.n hai,
OH, THE BREATHS SO INTERMITTENT,

jawaanee, beqaraar hai,
YOUNG AND RESTLESS,

yahaa.n koee nahee.n,
NO ONE’S HERE,

teraa meraa pyaar hai,
YOUR LOVE AND MINE’S HERE, 

bheegee bheegee rut hai,
WET WEATHER,

umango.n pe nikhaar hai,
ELATED DESIRES,  


dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

aa.nkho.n me.n Khumaar hai…
INTOXICATING LEER!

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

dhundhlee see raushnee hai,
FAINT SHIMMER, 

aa.nkho.n me.n Khumaar hai.
INTOXICATING LEER!

NASIR

No comments:

Post a Comment