A VERY WARM WELCOME VISITORS

Friday, April 10, 2009

284. Translation of the Sad Songs of Rafi: Kuchh Log Yahaan Par Aise Hain....


Movie: VARDAAN (1974)
Music: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Varma Malik


Rafi Sahaab's sad song on people's hypocrisy: Kuchh Log Yahaan Par Ayse Hain...

Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu/Hindi Lyrics:




kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n...
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH...

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n,
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH,

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n,
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH:

har rangg me.n, rangg badalte hai.n,
THEY CHANGE COLOURS ON WHIMS,

har rangg me.n , rangg badalte hai.n,
THEY CHANGE COLOURS ON WHIMS,

hamm un ko, aur samajhte hai.n,
WE REGARD THEM AS DIFFERENT,

par voh kuchh aur, nikalte hai.n,
BUT THEY TURN OUT TO BE SOMETHING ELSE!

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n....
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH...


apne matlab se, matlab hai,
CONCERNED WITH THEIR OWN SELF-INTEREST

kisee aur se, in ko kyaa matlab,
WHAT INTEREST HAVE THEY IN OTHERS?

kisee aur se, in ko kyaa matlab,
WHAT INTEREST HAVE THEY IN OTHERS?

begaane se, bann jaate hai.n,
THEY BECOME STRANGERS

jab nikal jaaye, in ka matlab,
ONCE THEIR INTEREST IS SERVED,

koee kaise in ke, saath chale,
HOW CAN ONE GO ALONG WITH THEM,

koee kaise, in ke saath chale,
HOW CAN ONE GO ALONG WITH THEM

har mo.d pe raah, badalte hai.n,
AT EVERY TURN THEY CHANGE THE PATH.

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n,
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH,

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n....
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH...


hamm se yeh kitnee, bhool huwee,
WHAT A BLUNDER WE COMMITTED

pehle naa inhe.n, pehchaan sake,
IN NOT RECOGNIZING THEM AT THE EARLIEST,

pehle naa inhe.n, pehchaan sake,
IN NOT RECOGNIZING THEM AT THE EARLIEST,

jab uTh gayaa pardaa, chehre se,
WHEN THE VEIL FELL OFF FROM THE FACE,

tab asli soorat jaan sake,
THEN WE CAME TO KNOW THE REAL FACE,

kyaa miltaa hai, in logo.n ko,
WHAT DO THESE PEOPLE GET,

kyaa miltaa hai, in logo.n ko,
WHAT DO THESE PEOPLE GET,

jaane kyoo.n aysaa, karte hai.n
DON’T KNOW WHY DO THEY DO THIS.

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n,
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH:

har rangg me.n, rangg badalte hai.n,
THEY CHANGE COLOURS ON WHIMS,

hamm un ko, aur samajhte hai.n,
WE REGARD THEM TO BE DIFFERENT,

par voh kuchh aur, nikalte hai.n,
BUT THEY TURN OUT TO BE SOMETHING ELSE,

kuchh log yahaa.n par, ayse hai.n.
SOME PEOPLE HERE ARE SUCH.

NASIR


God has given you one face, and you make yourself another.
William Shakespeare

No comments:

Post a Comment