A VERY WARM WELCOME VISITORS

Monday, July 14, 2008

130. Translation of Sad Song of Rafi: Bataa Mujhe O Jahaan Ke Maalik..


Movie: Ek Sholaa (1958)
Music Director: Madan Mohan
Lyricist: Majrooh Sultanpuri


Rafi Sahaab lamenting before God for weakness of Man: Bataa Mujhe O Jahaan Ke Maalik...

Roman Translation/English Translation of the original lyrics:



maalik mai.n poochta hoo.n
LORD I ASK THEE

mujhe tu jawaab de
GIVE ME AN ANSWER THOU

behte hai.n kyu.n ghareeb ke, aa.nsoo jawaab de
WHY DO THE TEARS OF THE POOR FLOW - GIVE THE ANSWER.

bataa mujhe o jahaa.n ke maalik
LET ME KNOW O LORD OF THE WORLD

ye kyaa nazaare dikhaa rahaa hai
WHAT ARE THESE SIGHTS YOU’RE SHOWING ME,

tere samandar me.n kyaa kamee thee
WHAT DID YOUR OCEANS LACK

ke aadami ko rulaa rahaa hai
THAT YOU’RE MAKING THE MAN WEEP

bataa mujhe o jahaa.n ke maalik
LET ME KNOW O LORD OF THE WORLD

ye kyaa nazaare dikhaa rahaa hai
WHAT ARE THESE SIGHTS YOU’RE SHOWING ME...

kabhi ha.nsaaye kabhee rulaaye
MAKING US LAUGH SOMETIMES YOU MAKE US WEEP SOMETIMES

ye khel kaisaa hai tu bataa de
WHAT GAME IS THIS, LET’S KNOW,

jise banaayaa thaa apne haatho.n
THE ONE YOU HAD CREATED WITH YOUR HANDS

usee ko ab kyu.n miTaa rahaa hai
WHY ARE YOU BENT ON DESROYING HIM NOW?

bataa mujhe o jahaa.n ke maalik
LET ME KNOW O LORD OF THE WORLD

ye kyaa nazaare dikhaa rahaa hai
WHAT ARE THESE SIGHTS YOU’RE SHOWING ME...


jo khud hee Gham se bujhaa-bujhaa hai,
WHEN SOMEONE IS HIMSELF REPRESSED WITH SORROW,

teraa phir is me.n kamaal kyaa hai
WHAT’S YOUR MARVEL THEN IN THIS?

ki ek deepak ki raah me.n tu
THAT IN THE WAY OF A LAMP YOU

hazaaro.n toofaa.n uThaa rahaa hai
ARE RAISING THOUSANDS STORMS.

bataa mujhe o jahaa.n ke maalik
LET ME KNOW O LORD OF THE WORLD

ye kyaa nazaare dikhaa rahaa hai
WHAT ARE THESE SIGHTS YOU’RE SHOWING ME,

tere samandar me.n kyaa kamee thee
WHAT DID YOUR OCEANS LACK

ke aadami ko rulaa rahaa hai
THAT YOU’RE MAKING THE MAN WEEP.

NASIR.


Ask me no more: thy fate and mine are sealed;
I strove against the stream and all in vain;
Let the great river take me to the main.
No more, dear love, for at a touch I yield;
Ask me no more.
- Alfred Tennyson

No comments:

Post a Comment