A VERY WARM WELCOME VISITORS

Saturday, May 24, 2008

103. Translation of Sad Song of Rafi: Haay Re Duniya...


From: Zeenat (1945)
Music: Hafeez Khan
Lyricist: Qamar Jalalabadi?


Seeing the world in true colours, Rafi sings: Haay Re Duniya...

Roman Transliteration/English Translation of the original lyrics*:




Haay Re Duniya
WOE BETIDE THE WORLD,

Haay Re Duniya
WOE BETIDE THE WORLD,

Kitni Dil Aazaar Hai Duniya
HOW HEARTLESS IS THE WORLD!

Jhooto.n Ka Darbaar Hai Duniya
A COURT OF LIARS IS THE WORLD,

Jhooto.n Ka Darbaar Hai Duniya
A COURT OF LIARS IS THE WORLD

Haay Re Duniya...
WOE BETIDE THE WORLD....


Waqt Pa.re Tau Kaam Naa Aaye,
IN TIMES OF NEED IT SERVES NOT,

Waqt Pa.re Tau, Kaam Naa Aaye,
IN TIMES OF NEED IT SERVES NOT,

Lak.ri Ki Talwaar Hai Duniya
A WOODEN SWORD IS THIS WORLD,

Lak.ri Ki Talwaar Hai Duniya,
A WOODEN SWORD IS THIS WORLD,

Haay Re Duniya...
WOE BETIDE THE WORLD.


Kaun Kisi Ka Gham Khaata Hai,
WHO COMMISERATES WITH ANOTHER?

Kaun, Kisi Ka, Gham Khaata Hai,
WHO COMMISERATES WITH ANOTHER?

Kehna Ko, Gham-Khwaar Hai Duniya
AND THEY SAY, SYMPATHISER IS THIS WORLD!

Haay Re Duniya...
WOE BETIDE THE WORLD.

Kitni Dil Aazaar Hai Duniya
HOW HEARTLESS IS THE WORLD!

Jhooto.n Ka Darbaar Hai Duniya
A COURT OF LIARS IS THE WORLD,

Jhooto.n Ka Darbaar Hai Duniya
A COURT OF LIARS IS THE WORLD

Haay Re Duniya...
WOE BETIDE THE WORLD....

NASIR.


*Note: A very rare song of Rafi Sahaab. The lyrics are appearing probably for the first time here on internet.

No comments:

Post a Comment