A VERY WARM WELCOME VISITORS

Wednesday, December 8, 2010

748. Philosophical Song of Rafi: Aman ka farishta kahaan jaa rahaa hai...

Movie: AMAN (1967)

Music: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri

Philosophical/Didactic Song of Rafi: Aman ka farishta kahaa.n jaa rahaa hai...
Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu-Hindi Lyrics:

aman kaa farishtaa kahaa.n jaa rahaa hai
WHITHER GOEST THE ANGEL OF PEACE?

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND,

aman kaa farishtaa, kahaa.n jaa rahaa hai,
WHITHER GOEST THE ANGEL OF PEACE?

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee...
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND!

kiyaa kaam aisaa, ke halchal machaa dee,
THE JOB HE DID CAUSED A SENSATION!

yeh duniyaa jahannum, theeh jannat banaa dee,
THIS WORLD WAS HELL, HE MADE IT A HEAVEN,

khi.nchee aa rahee hai, yeh saaree Khudaayee
THIS ENTIRE WORLD IS DRAWING NEAR,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee...
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND!

naa uj.Degi duniya, kisee bhee dulhan kee,
NO WORLD OF THE BRIDE WILL EVER BE RUINED,

naa royegee raakhee, kisee bhee bahen kee,
NO ‘RAKHI’ OF ANY SISTER WILL WEEP,

judaa ab naa hogaa, bhai se bhai,
NO BROTHER WILL PART FROM HIS BROTHER,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING;  COMMOTIONS ABOUND,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee...
THE FLOWER GARDEN  IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND!

bahot der jaagaa thaah, soyaa huwaa hai,
HE WAS AWAKE FOR A LONG TIME, HE SLEEPS

aman ke Khayaalo.n me.n, khoyaa huwaa hai,
ENGROSSED IN THE THOUGHTS OF PEACE,

yeh kaisee mohabbat, yeh kaisee judaayee,
WHAT’S THIS LOVE! WHAT SORT OF PARTING IS THIS!

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee...
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING;  COMMOTIONS ABOUND!

yeh jeevan kee ma.nzil , pe chhooTaa hai hamm se,
AT LIFE’S DESTINATION, HE HAS PARTED FROM US

koyee toh manaao, ke rooThaa hai hamm se,
SOMEONE PLACATE HIM, FOR DISPLEASED IS HE,

nazar mere baabuu, ko kisne lagaayee,
WHO HAS LOOKED UPON MY NOBLE SIR WITH MALIGNANCE?

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee...
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING;  COMMOTIONS ABOUND!

aman kaa farishtaa kahaa.n jaa rahaa hai
WHITHER GOEST THE ANGEL OF PEACE?

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN  IS WEEPING; COMMOTIONS ABOUND,

chaman ro rahaa hai, machee hai duhaayee,
THE FLOWER GARDEN IS WEEPING;  COMMOTIONS ABOUND,

yeh nafrat ke jazbo.n me.n hargiz naa behnaa,
NEVER FLOW IN THE EMOTIONS OF HATRED,

meree baat sunlo gale milke rehnaa,
LISTEN TO WHAT I SAY: LIVE IN LOVING PEACE!

jaltee chitaa se yeh aawaaz aayee,
THIS VOICE CAME FROM THE BURNING PYRE,

aawaaz aayee.
THE VOICE CAME!

NASIR

No comments:

Post a Comment