A VERY WARM WELCOME VISITORS

Wednesday, October 13, 2010

700. Philosophical Song of Rafi: Mann re tuu kaahe dheer naa dhare...

Movie: CHITRALEKHA (1964)
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Music: Roshan.
Main Movie-Hall where first released in Bombay: Royal Opera House Theatre.


Philosophical/Didactic Song of Rafi: Mann re, tuu kaahe naa dheer dhare...
Roman Transliteration/English Translation of the original Hindi Lyrics:


mann re, tuu kaahe naa dheer dhare,
O HEART,  WHY DON'T  YOU HAVE PATIENCE!


voh nirmohee, moh naa jaane, jin kaa moh kare,
THAT UNLOVING ONE WHOM YOU LOVE, KNOWS NO AFFECTION,


Mann re, tuu kaahe naa dheer dhare...
O HEART, WHY DON'T YOU HAVE PATIENCE!

iss jeevan kee cha.Dhatee Dhal-tee,
THE VICISSITUDE OF THIS LIFE’S


dhoop ko kis ne baa.ndhaa,
SUNSHINE – HAS ANYONE FETTERED IT?


ra.ngg pe kis ne pehre Daale,
WHO HAS RESTRAINED  COMPLEXION!


roop ko kis ne baa.ndhaa,
WHO HAS CONFINED BEAUTY!


kaahe yeh jatan kare,
WHY STRIVE TO DO THIS!


mann re, tuu kaahe naa dheer dhare.. .
O HEART, WHY DON'T YOU HAVE PATIENCE!

utnaa hee upkaar samajh koee,
CONSIDER THAT MUCH A FAVOUR, WHEN SOMEONE


jitnaa saath nibhaa de,
PUTS UP AS MUCH WITH YOU,


janam maran kaa mel hai sapnaa,
DREAM IS THE CONFLUENCE OF BIRTH AND DEATH,


yeh sapnaa bisraa de,
BANISH THIS DREAM!


koee naa sa.nng marre,
NO ONE ACCOMPANIES IN DEATH!

Mann re, tuu kaahe naa dheer dhare,
O HEART, WHY DON'T YOU HAVE PATIENCE!

voh nirmohee, moh naa jaane, jin kaa moh kare,
THAT UNLOVING ONE WHOM YOU LOVE, KNOWS NO AFFECTION,


Oh Mann re, tuu kaahe naa dheer dhare.
O HEART, WHY DON'T YOU HAVE PATIENCE!

NASIR.

Couplet of Sant Tulsidas:
"Mana tu kahe naa dheer dharata ab
Dheer dhare sab karaja sudharata."




No comments:

Post a Comment