A VERY WARM WELCOME VISITORS

Friday, July 2, 2010

625. Philosophical Song of Rafi: Jis din is duniya se nafrat....





Movie: MAA BAAP (1960)

Lyrics: Rajinder Krishan

Music: Ravi.





Main Movie-Hall where first released in Bombay: Minerva Cinema.

Philosophical/Didactic Song of Rafi: The day when hate and self-interest shall disappear from this world: Jis din duniya se nafrat...
Roman Transliteration/English Translation of the Hindi-Urdu Lyrics:

O~~~O~~~O~~~


Jis din is duniyaa se nafrat, aur Khudgharzee miT jaayegee,
THE DAY WHEN HATRED AND SELFISHNESS IS EFFACED FROM THIS WORLD,


Jis din is duniyaa se nafrat, aur Khudgharzee miT jaayegee,
THE DAY WHEN HATRED AND SELFISHNESS IS EFFACED FROM THIS WORLD,


uss roz yeh insaa.n naachegaa,
THAT’S THE DAY WHEN HUMANITY SHALL DANCE,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH WILL SING...


is Tuk.De par haq meraa hai,
OVER THIS TRACT, THE CLAIM IS MINE,


uss chappe par haq teraa hai,
OVER THAT SPAN THE CLAIM IS YOURS,


is Tuk.De par haq meraa hai,
OVER THIS TRACT THE CLAIM IS MINE,


uss chappe par haq teraa hai,
OVER THAT SPAN THE CLAIM IS YOURS,


is wahm me.n jab tak hai duniyaa,
AS LONG AS THE WORLD IS UNDER THIS ILLUSION,


samjho ke duur saveraa hai
THEN DEEM THE DAWN TO BE FAR AWAY,


jab dukh sukh sab mil baa.nTe.nge,
WHEN THE SORROWS AND JOY ARE SHARED BY ALL


aur ulfat saaz bajaayegee,
AND LOVE WILL PLAY THE MUSIC,


uss roz yeh insaa.n naachegaa,
THAT’S THE DAY WHEN HUMANITY SHALL DANCE,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


insaan ke dil me.n jab tak bhee,
AS LONG AS THE HEART OF MAN


taaqat kaa nashaa aur laalach hai,
IS INTOXICATED WITH POWER AND GREED,


insaan ke dil me.n jab tak bhee,
AS LONG AS THE HEART OF MAN


taaqat kaa nashaa aur laalach hai,
IS INTOXICATED WITH POWER AND GREED,


voh duniyaa jahannum hee hogee,
THAT WORLD CAN BE NOTHING BUT HELL!


yeh aaj bhee sach kal bhee sach hai,
‘TIS THE PRESENT TRUTH, AND IS TRUE FOR THE FUTURE,


jab apnee apnee mehnat hee, sab kee daulat kehlaayegee,
WHEN THE LABOUR OF EACH WILL BE THE COLLECTIVE WEALTH OF ALL,


uss roz yeh insaa.n naachegaa,
THAT’S THE DAY WHEN HUMANITY SHALL DANCE,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH WILL SING...


sooraj kaa ujaala sab kaa hai,
TO ALL BELONGS THE BRIGHTNESS OF THE SUN,


chandaa kee chandaniyaa.n sab kee hai,
TO ALL BELONGS THE RAYS OF THE MOON,


sooraj kaa ujaala sab kaa hai,
TO ALL BELONGS THE BRIGHTNESS OF THE SUN,


chandaa kee chandaniyaa.n sab kee hai,
TO ALL BELONGS THE RAYS OF THE MOON,


insaan abhee paidaa na huwaa thaah,
NOW, HUMANITY HAD NOT BEEN CREATED,


reet yeh qaayam jab kee hai,
FROM THENCE ‘TIS THE ESTABLISHED PRACTICE,


jab duhi ke baadal bikhre.nge,
WHEN THE CLOUDS OF LUST WILL DISPERSE


aur preet kiran muskaayegee,
AND THE LOVING BEAM WILL SMILE,


uss roz yeh insaa.n naachegaa,
THAT’S THE DAY WHEN HUMANITY SHALL DANCE,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


jis din is duniyaa se nafrat, aur Khudgharzee miT jaayegee,
THE DAY WHEN HATRED AND SELFISHNESS IS EFFACED FROM THIS WORLD,


uss roz yeh insaa.n naachegaa,
THAT’S THE DAY WHEN HUMANITY SHALL DANCE,


uss roz yeh dhartee gaayegee,
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING,


uss roz yeh dhartee gaayegee.
THAT’S THE DAY WHEN THE EARTH SHALL SING.


NASIR


"Everyone thinks of changing the world, but no one thinks of changing himself."
- Leo Tolstoy


No comments:

Post a Comment