A VERY WARM WELCOME VISITORS

Saturday, July 17, 2010

638. Philosophical Song of Rafi: Maghroor naa ho...


Movie: INSAAF (1956)

Lyrics: Asad Bhopali
Music: Chitragupt


Main Movie-Hall where first released in Bombay:  Imperial Cinema. 
Philosophical/Didactic Song of Rafi: Maghroor naa ho...
Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu Lyrics: (First Time on Internet)


daulat ke andhere me.n, teraa kho gayaa eemaan,
IN THE DARKNESS OF WEALTH, YOU’VE LOST YOUR FAITH,


tujh ko naa rahee apne paraaye kee bhee pehchaan,
YOU HAVE FAILED TO DISTINGUISH BETWEEN FAMILY AND STRANGER!


maghroor naa ho....
DON’T BE SWOLLEN-HEADED...


maghroor naa ho apne muqaddar pe o naadaan,
BE NOT PROUD OF YOUR GOOD FORTUNES O IGNORANT ONE,


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


duniyaa kaa ajab rangg nazar aane lagaa hai,
STRANGE SHADE OF THE WORLD IS BEING SEEN,


ek bhaaee hai jo bhaaee se Takraane lagaa hai,
A BROTHER IS PITTED AGAINST HIS BROTHER,


ik beTaa hai jo maa ko Thukraane lagaa hai O~~~
THERE’S A SON WHO’S ABANDONING HIS MOTHER, OH!


afsos ke insaan banaa jaataa hai shaitaan,
ALAS! MAN IS BEING TRANSFORMED INTO SATAN,


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan,
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL

Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan,

IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


zaalim ko har ik zulm se baaz aanaa pa.Degaa,
THE TYRANT WILL HAVE TO SHUN EACH AND EVERY TYRANNY,


looTee huwee har cheez ko lauTaana pa.Degaa.
EVERY LOOTED ARTICLE WILL HAVE TO BE RETURNED;


insaaf kee aawaaz pe jhuk jaanaa pa.Degaa,
WILL HAVE TO BOW TO THE DICTATES OF JUSTICE!


qudrat kaa yeh qaanoon badalnaa nahee.n aasaan,
IT ISN’T EASY TO CHANGE THE LAWS OF DIVINE POWER,


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan,
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL

Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan,

IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


yeh saaz yeh mahfil yeh taraane naa rahe.nge,
THESE MUSICAL INSTRUMENTS, PARTIES, MELODIES WON’T ABIDE,


yeh husn-o-mohabbat ke fasaane naa rahe.nge,
THESE TALES OF BEAUTY AND ROMANCE WON'T ABIDE,


jo aaj hai.n kal voh zamaane naa rahe.nge O~~~
ALAS, IN FUTURE THE CURRENT TIMES WON’T ABIDE!


miT jaaye.nge ik pal me.n gunaaho.n ke yeh saamaan,
IN A MOMENT, THESE BAGGAGES OF SINS SHALL BE OBLITERATED!


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


Allah kee nazro.n me.n baraabar hai.n sab insaan
IN ALLAH’S SIGHT, ALL HUMAN BEINGS ARE EQUAL


NASIR.


Lo! the noblest of you, in the sight of Allah, is the best in conduct.
AL-QURAN, (49:13)


No comments:

Post a Comment