A VERY WARM WELCOME VISITORS

Friday, May 28, 2010

585. Rafi's Philosophical Song: Kahaan teri manzil kahaan hai Thikaanaa...

Movie: Nai Rahen (1959)

Lyrics: G.S. Nepali
Music: Ravi

Philosophical/Didactic Song of Rafi: Kahaan teree manzil…
Roman Transliteration/English Translatiion of the original Urdu-Hindi Lyrics:

kahaa.n teree manzil ~~~, kahaa.n hai Thikaanaa~~~,
WHERE’S YOUR HOME? WHERE’S YOUR DESTINATION?

musaafir bataade, kahaa.n tujh ko jaanaa,
O TRAVELLER, TELL US WHERE YOU WANNA GO!

kahaa.n teree manzil, kahaa.n hai Thikaanaa,

kahaa.n teree manzil..,
WHERE’S YOUR HOME?

gagan me.n u.Dne waalo.n kaa bhee, gulshan rayn baseraa hai,
EVEN THOSE WHO FLY IN THE SKY HAVE THE GARDEN TO PERCH AT NIGHT,

ghar kee aur chale raahee toh, du.ndhlee shaam savera hai,
IF THE TRAVELLER HEADS FOR HOME, THEN THE DUSKY EVENING IS BUT MORNING,

sooraj chaand sitaare hai.n toh, un kee bhee manzil hai,
EVEN THE SUN, THE MOON AND THE STARS HAVE THEIR HOMES,

manzil hai toh jahaa.n bhee jaaye.n, raah teree jhilmil hai,
IF THERE’S A HOME, THE PATHS ARE LUMINOUS WHEREVER YOU GO!

bin manzil bekaar hai ghaafil…
O HEEDLESS, WITHOUT DESTINATION…

bin manzil bekaar hai ghaafil, qadam bhee uThaanaa,
O HEEDLESS, WITHOUT DESTINATION, TAKING ANY STEP IS FUTILE!

musafir bataade, kahaa.n tujh ko jaanaa,
O TRAVELLER, TELL US WHERE YOU WANNA GO!

kahaa.n teree manzil, kahaa.n hai Thikaanaa,
WHERE’S YOUR HOME? WHERE’S YOUR DESTINATION?

musaafir bataade, kahaa.n tujh ko jaanaa,
O TRAVELLER, TELL US WHERE YOU WANNA GO!

kahaa.n teree manzil.
WHERE’S YOUR HOME.

NASIR

''Two roads diverged in a wood and i - I took the one less travelled by - and that has made all the difference'' - Robert Frost

No comments:

Post a Comment