A VERY WARM WELCOME VISITORS

Monday, May 31, 2010

591. Rafi's Philosophical Song: Waqt se din aur raat...


Movie: WAQT (1965)

Music: Ravi
Lyrics: Sahir Ludhianvi.


Main Movie-Hall where first released in Mumbai: Naaz Cinema.

Philosophica/Didactic Song of Rafi: lThe best song of this movie since it could only be sung by the Legendary Rafi Sahaab:  Waqt se din aur raat....

Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu-Hindi Lyrics: 


kal jahaa.n bastee thee.n Khushiyaa.n,
IN THE PAST WHERE HAPPINESS HAD THRIVED,


aaj hai maatam wahaa.n,
THERE THE MOURNING RENDS THE AIR TODAY,


waqt laaya thaah bahaare.n,
THERE WAS A TIME WHEN THE SPRING HAD BLOOMED,


waqt laaya hai khizaa.n,
NOW THE TIME HAS BROUGHT AUTUMN AND DECAY,


waqt se din aur raat,
THE NIGHT AND THE DAY EXIST BECAUSE OF TIME


waqt se kal aur aaj,
THE FUTURE AND THE PRESENT ADHERES TO TIME,


waqt kee har shay ghulaam,
ALL THINGS ARE SUBSERVIENT TO TIME,


waqt ka har shay par raaj,
LORDING OVER ALL THINGS, ‘TIS THE TIME,


waqt se din aur raat,
THE NIGHT AND THE DAY EXIST BECAUSE OF TIME


waqt se kal aur aaj,
THE FUTURE AND THE PRESENT ADHERES TO TIME,


waqt kee har shay ghulaam,
ALL THINGS ARE SUBSERVIENT TO TIME,


waqt ka har shay par raaj,
LORDING OVER ALL THINGS, ‘TIS THE TIME..


waqt kee gardish se hai,
WITH THE REVOLUTION OF TIME


Chaand taaron ka nizaam,
IS THE GOVERNANCE OF THE MOON AND THE STARS,


waqt kee gardish se hai,
WITH THE REVOLUTION OF TIME


Chaand taaron ka nizaam,
IS THE GOVERNANCE OF THE MOON AND THE STARS,


waqt kee Thokar me.n hai,
LYING WITHIN THE STRIKING FOOT OF TIME ARE


kyaa hukumat kyaa samaaj
EVEN THE SOVEREIGNTY, EVEN THE SOCIETY!


kyaa hukumt kyaa samaaj,
EVEN THE SOVEREIGNTY; EVEN THE SOCIETY.


waqt se din aur raat,
THE NIGHT AND THE DAY EXIST BECAUSE OF TIME


waqt se kal aur aaj,
THE FUTURE AND THE PRESENT ADHERES TO TIME,


waqt kee har shay ghulaam,
ALL THINGS ARE SUBSERVIENT TO TIME,


waqt ka har shay par raaj,
LORDING OVER ALL THINGS, ‘TIS THE TIME,


waqt ki paaband hai.n,
SUBJUGATED TO TIME ARE


aati jaati raunaqe.n,
THE EPHEMERAL SPLENDOURS,


waqt ki paaband hai.n,
SUBJUGATED TO TIME ARE


aati jaati raunaqe.n,
THE EPHEMERAL SPLENDOURS,


waqt hai phoolon ki sej,
TIME IS A BED OF FLOWERS,


waqt hai kaa.nTo ka taaj,
TIME IS A CROWN OF THORNS,


waqt hai kaa.nTo ka taaj,
TIME IS A CROWN OF THORNS,


waqt se din aur raat,
THE NIGHT AND THE DAY EXIST BECAUSE OF TIME


waqt se kal aur aaj,
THE FUTURE AND THE PRESENT ADHERES TO TIME,


waqt kee har shay ghulaam,
ALL THINGS ARE SUBSERVIENT TO TIME,


waqt ka har shay par raaj,
LORDING OVER ALL THINGS, ‘TIS THE TIME,


aadmi ko chaahiye,
MAN MUST MAKE IT A POINT

waqt se Dar kar rahe,
TO REMAIN AFRAID OF TIME,


aadmi ko chaahiye,
MAN MUST MAKE IT A POINT


waqt se Dar kar rahe,
TO REMAIN AFRAID OF TIME,


kaun jaane kis gha.dee,
WHO KNOWS AT WHAT MOMENT


waqt ka badle mizaaj,
TIME WILL CHANGE ITS TEMPERAMENT,


waqt ka badle mizaaj,
TIME WILL CHANGE ITS TEMPERAMENT.


waqt se din aur raat,
THE NIGHT AND THE DAY EXIST BECAUSE OF TIME


waqt se kal aur aaj,
THE FUTURE AND THE PRESENT ADHERES TO TIME,


waqt kee har shay ghulaam,
ALL THINGS ARE SUBSERVIENT TO TIME,


waqt ka har shay par raaj,
LORDING OVER ALL THINGS, ‘TIS THE TIME,


NASIR.
It is authentically reported on the authority of Abu Hurairah (ra ) that the Prophet (sallal laahu ‘alaihi wassallam) said: "Allah (swt ), Most Blessed, Most High, says: "The son of Adam wrongs Me: He curses time, though I am time: In My Hands are all things and I cause the night to follow the day." 2 In another narration, He (sallal laahu ‘alaihi wassallam ) says: "Do not curse time, for verily, time is Allah (swt)."



No comments:

Post a Comment