A VERY WARM WELCOME VISITORS

Thursday, January 20, 2011

777. Philosophical Song of Rafi: Yeh naadaanon ki duniya hai...

Movie: LOVE AND GOD (1986)

Music: Naushad
Lyrics: Khumar Barabankvi


Philosophical/Didactic Song of Rafi: Yeh naadaano.n kee duniyaa hai....
Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu-Hindi Lyrics:


yeh naadaano.n kee duniyaa hai,
‘TIS THE WORLD OF IGNORANTS,


yeh deewaano.n kee mehfil hai,
‘TIS THE GATHERING OF THE FOOLS,


yahaa.n ha.nsnaa bhee mushkil hai,
TO LAUGH IS DIFFICULT HERE,


yahaa.n ronaa bhee mushkil hai,
TO WEEP IS ALSO DIFFICULT HERE,


yeh naadaano.n kee duniyaa, hai
‘TIS THE WORLD OF IGNORANTS,


yeh deewaano.n kee mehfil hai...
‘TIS THE GATHERING OF THE FOOLS!


qayaamat ho gayee barpaa,
A HUE AND CRY HAS BEEN RAISED


mere dil ke lagaane par,
AGAINST MY FALLING IN LOVE,


zamaanaa mujh pe ha.nstaa hai,
THE WORLD MOCKS ME,


mai.n ha.nstaa hoo.n zamaane par,
I LAUGH AT THE WORLD,


yahaa.n jo, pyaar kartaa hai
HERE, THE ONE WHO LOVES,


yahaa.n jo, pyaar kartaa hai,
HERE, THE ONE WHO LOVES,


voh deewaano.n me.n shaamil hai,
HE’S INCLUDED AMONG THE LUNATICS,


yahaa.n ha.nsnaa bhee mushkil hai,
TO LAUGH IS DIFFICULT HERE,


yahaa.n ronaa bhee mushkil hai,
TO WEEP IS ALSO DIFFICULT HERE,


yeh naadaano.n kee duniyaa, hai
‘TIS THE WORLD OF IGNORANTS,


yeh deewaano.n kee mehfil hai...
‘TIS THE GATHERING OF THE FOOLS!


mohabbat kee naa ho jisne,
THE ONE WHO HASN’T LOVED,


mohabbat ko voh kyaa jaane,
HOW WILL HE KNOW ABOUT LOVE!


naa ho dil jiske seene me.n,
THE ONE WHO HAS NO HEART IN THE BOSOM,


voh kaise gham ko pehchaane,
HOW WILL HE RECOGNISE THE PAIN!


dikhaaoo.n, kis ko zakhme dil
WHOM SHOULD I SHOW MY WOUNDED HEART TO?


dikhaaoo.n, kis ko zakhme dil,
WHOM SHOULD I SHOW MY WOUNDED HEART TO?


yahaa.n jo hai voh qaatil hai,
HE WHO IS HERE IS A KILLER!


yahaa.n ha.nsnaa bhee mushkil hai,
TO LAUGH IS DIFFICULT HERE,


yahaa.n ronaa bhee mushkil hai,
TO WEEP IS ALSO DIFFICULT HERE,


yeh naadaano.n kee duniyaa, hai
‘TIS THE WORLD OF IGNORANTS,


yeh deewaano.n kee mehfil hai...
‘TIS THE GATHERING OF THE FOOLS!


tamaashaa bann gayaa hoo.n mai.n,
I’VE BECOME A SPECTACLE,


duniyaa hai tamaashaayee,
THE WORLD’S A SPECTATOR,


koee kehtaa hai deewaanaa,
SOME SAY, “CRAZY,”


koee kehtaa hai saudaayee,
SOME SAY “LOVER PROFOUND,”


udhar saaraa, zamaanaa hai,
THE WHOLE WORLD IS THERE,


udhar saaraa, zamaanaa hai,
THE WHOLE WORLD IS THERE,


idhar tanhaa meraa dil hai,
HERE IS MY LONELY HEART!


yahaa.n ha.nsnaa bhee mushkil hai,
TO LAUGH IS DIFFICULT HERE,


yahaa.n ronaa bhee mushkil hai,
TO WEEP IS ALSO DIFFICULT HERE,


yeh naadaano.n kee duniyaa, hai
'TIS THE WORLD OF IGNORANTS,


yeh deewaano.n kee mehfil hai...
‘TIS THE GATHERING OF THE FOOLS!


NASIR


“ I pass by these walls, the walls of Laila
And I kiss this wall and that wall
It’s not Love of the houses that has taken my heart
But of the One who dwells in those houses.”
Attributed to Qays (Majnoon) regarding Laila.





No comments:

Post a Comment