A VERY WARM WELCOME VISITORS

Sunday, September 5, 2010

668. Philosophical Song of Rafi: Taqdeer kahaan le jaayegi....

Movie: SAANJH AUR SAVERA (1964)

Music: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra


Philosophical/Didactic Song of Rafi: Taqdeer kahaa.n le jaayegee..
Roman Transliteration/English Translation of the original Urdu-Hindi Lyrics:


taqdeer kahaa.n le jaayegee,
WHERE WILL FATE LEAD US?


maaloom nahee.n,
DON’T KNOW,


taqdeer kahaa.n le jaayegee,
WHERE WILL FATE LEAD US?


maaloom nahee.n,
DON’T KNOW,


lekin hai yaqee.n, aayegee manzil,
BUT I’M SURE, THE DESTINATION WILL ARRIVE,


aayegee manzil,
THE DESTINATION WILL ARRIVE,


taqdeer kahaa.n le jaayegee,
WHERE WILL FATE LEAD US?


maaloom nahee.n....
DON’T KNOW.


pairo.n ki thakan kehtee hai Thehar,
THE TIRED LEGS SAY, “HALT,”


mushkil hai Dagar lambaa hai safar,
DIFFICULT IS THE PATH; LONG IS THE JOURNEY,


pairo.n ki thakan kehtee hai Thehar,
THE TIRED LEGS SAY, “HALT,”


mushkil hai Dagar lambaa hai safar,
DIFFICULT IS THE PATH, LONG IS THE JOURNEY,


par dil kehtaa hai gardish bhee,
BUT THE HEART SAYS THAT EVEN THE WANDERING


aakhir toh kahee.n paho.nchaayegee,
WILL LEAD TO SOMEWHERE IN THE END,




lekin hai yaqee.n, aayegee manzil,
BUT I’M SURE THE DESTINATION WILL ARRIVE,


aayegee manzil,
THE DESTINATION WILL ARRIVE,


taqdeer kahaa.n le jaayegee,
WHERE WILL FATE LEAD US?


maaloom nahee.n....
DON’T KNOW...


hairat se naa tum dekho mujh ko,
DON’T WATCH ME IN AMAZEMENT


aur haal bhee meraa mat poochho,
AND DON’T EVEN ASK ME ABOUT MY STATE,


hairat se naa tum dekho mujh ko,
DON’T WATCH ME IN AMAZEMENT


aur haal bhee meraa mat poochho,
AND DON’T EVEN ASK ME ABOUT MY STATE,


ab meree tabeeyat baato.n se,
BY MEANS OF PARLEYS, MY TEMPERAMENT NOW


kuchh bhee na behelne paayegee,
WON’T BE AMUSED IN THE LEAST,


lekin hai yaqee.n, aayegee manzil,
BUT I’M SURE THE DESTINATION WILL ARRIVE,


aayegee manzil
THE DESTINATION WILL ARRIVE,


taqdeer kahaa.n le jaayegee,
WHERE WILL FATE LEAD US?


maaloom nahee.n
DON’T KNOW,


lekin hai yaqee.n, aayegee manzil,
BUT I’M SURE THE DESTINATION WILL ARRIVE,


aayegee manzil
THE DESTINATION WILL ARRIVE,


taqdeer kahaa.n le jaayegee,
WHERE WILL FATE LEAD US?


maaloom nahee.n.
DON’T KNOW.


NASIR.


You are today where your thoughts have brought you; you will be tomorrow where your thoughts take you. – James Allen.


No comments:

Post a Comment